Bhool Jane Ke Baad
Koi bhoola sekta kissi ko bhool jane ke baad! Koi samane aa jaye kissi ko yaad kerne ke baad Koi kissi ka haal-e-dil jaan nahin sekta Murdaa jism hi jaanta hai qabarr mein jane ke baad! Na manaa kero hamein pyaar kerne se tujh ko Kyun loog baagawat kerte hain pyaar kerne ke baad ! Mohabbat ke safar mein kitne door chale gaye hein jab hum Kyun wapis pukarte ho manzil ke qareeb aane ke baad jitna tum ko chaaha tha hum nay Utnaa kisi ko chaah na sakay Socha tha bhool jaaingay kabhi Ab kise chahein kise dhundha karein Wo bhi akhir mil gaya ab kia karein Halki halki barishein hoti rahen Hum bhi phoolon ki tarha bhiga karein Ankh munde us gulaabi dhoop mein Der tak baithe usay socha karein Dil dunya deen mohabbat shayeri Har dariche se tujhe dekha karein na kabhi Lekin najaanay kyoun bhulaa na sakay Honton nay to chupa liye armaan dil ke Lekin ankhon say chupa na sakay. |
Sobia
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment