: ....Be-Rukhi ... Woh Apnay Ishq May Kaisa Kamaal Rakhti Hai Ke Be-Rukhi May Bhi , Mera Khayaal Rakhti Hai Jo Aaj Meri Nahien Hai Woh Kal Meri Ho Gi Kay Har Zamaana Uroj-o-Zawaal Rakhti Hai Ajab Nahi Woh Jahaa Bhar Ko Bewafa Samjhe Nazar Mein Meri Wafa Ki Misaal Rakhti Hai Kaha Talak Koi Dast-e-Karam Ko Zehmat Dey Tamaam Shaher Hi Dast-e-Sawaal Rakhti Hai Meri Uraan Ke Aagay Hai Kis Qadar Bey-Bas Yeh Aasmaan Jo Sitaaroon Ki Jaal Rakhti Hai Tera Khayaal Hi Kuch Meherbaan Hai Warnaa Jahaan Mein Koun Kisi Ka Khayaal Rakhti Hai Woh Apnay Ishq May Kaisa Kamaal Rakhti Hai Ke Be-Rukhi May Bhi , Mera Khayaal Rakhti . |
|
Sobia
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment