-- Kah Raha Hoon Main--
Bheegi hui hai raat, ghazal kah raha hoon main, soyi hai kayenat, ghazal kah raha hoon main,
jazbon ko maine bakhsheeN hain lafzon ki khalooten sun mere dil ki baat, ghazal kah raha hoon main,
khole hai uski yaad dareeche bahar ke, jhoome hai kayenat, ghazal kah raha hoon main,
kya jaane kitni muyassar ke aarayion ke baad, khayee hai gham ne maat, ghazal kah raha hoon main,
aankhon se meri neend ka rishta nahi raha, hai uska iltafat, ghazal kah raha hoon main,
shayad isi tarah mile sukoon 'menhdi' sukoon-e-zeesat, jaage hain haadsaat ghazal kah raha hoon main!!! |
Sobia
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment