----Deewano Ka Hunar----
Wo din bhi aagaya har haath mein patthar nazar aaya, badi muddat mein deewano ko jeene ka hunar aaya,
Kabhi aisa laga dard se dil ne shafaa payi, kabhi ik tez nashtar tha ke rag rag mein utar aaya hai,
Jahan-e-shauque mein youn to charaghon ki kami kya thi, magar ghurbar mein kaam aakhir charagh rah guzar aaya,
Kabhi youn bhi hua hai zindagi ke shokh khwabhon mein, abad ka rank bharne ke liye dast-e-hunar aaya,
Is mitti ka sab kuchh hai farz-e-arsh se 'taaban' naa dil aaya, naa gham aaya, naa sar aaya, naa dar aaya!!! |
Sobia
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment