Mujpe jaane ka tere, aisa asar hota hai rab hi jane ke dard ,kidhar kidhar hota hai
aaj tak jo bi kaha,hota raha hai kharij jane kya cheez balaa, husne beher hota hai
na kahu jab bi, mulakat nahi hoti hai aur keh du to ,bematlab hi zarar hota hai
is kadar gehre, hue jaate hai, ristey apne kis ka, kis dil me, khuda jaane basar hota hai
dekhte hi tujhe, har lafz laraz jata hai teri aankhon se kabhi, peena agar hota hai
chandni dekh teri, sochta hai suraj bhi din ke dhalne me, ab kyun ,itna pahar hota hai
aap bi suniye zara, meri dhadkanon ki sada bark jab girti hai, to kaisa kahar hota hai | جنگل
تمھاری بھینس کیسے ھے جب لاٹھی ھماری ھے اب اس لاٹھی کی زد میں جو بھی آئے سو ھمارا ھے ندمت کار یوں ھے تم ھمارا کیا بگاڑو گے تمھارے ووٹ کیا ھوئے ہیں جو ویٹو ھمارا ھے
(انور مسعود) | | | | | |
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment