Sunday, August 19, 2012

vu experts - Sadqa-e-Fitar (Fitrany)

Hazrat Ibn-e-Abbas R.A bayan krty hen k RASOOLULLAH Sallallaho alaihi wa aalihi Wa sallam Ny Sadqa-e-Fitar(Fitrany) ko Faraz qarar dia ha ta k Rozy k Liye Laghv or Be-huda Aqwaal (-o-Af'aal) se Pakizgi ho jaye or Maskinon ko khana mil saky.

Jis ne isy Namaz-e-Eid se pehly ada kr dia to ye aesi Zakat (Fitrana) ha jo Qabool kr li gai or jis ny isy Namaz-e-Eid k bad ada kia to ye aam Sadqaat me se aik Sadqa ha.

Abu Dawud Kitabuz Zakat H#1609


Bilal Farooq
Group Owner

 

No comments:

Post a Comment