Us ki ankhoon main mouhabat ka sitara hoga Aik din ayee ga woh shaks humara hoga Tum jahaaN meray liyee sipiyaan chunti hogi Woh kissi aur hi duniya ka kinara hoga Zindagi! ab kay mera naam na shamil kerna Gar yeh tey hai kay yehi kheel dobara hoga Jis kay honay say meri saans chala kerti thi Kis tarhaan us kay baghair apna guzara hoga Ye achanak jo ujala sa howa jata he Dil ne chup ke se tera naam pukara hoga Ishq kerna he to din raat usse sochna he Our koch zehan main aya to khasara hoga Ye jo paani main chala aya sonhri saa goror Usne derya main kahein paaon utara hoga Kon rota he yahan raat ke senatoon main Mere jesa hi koi hejar ka mara hoga Mojh ko maloom he jonhi main qadam rakhon gaa Zendagii tera koi our kenara hoga Jo mery roh main badal se garajte hain Us ne sene main koi dard uttara hoga |
|
Sobia
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment