Hum bhi mohabbat kiya kartay thay
Jab teri dhun main jiya kartay thay Hum bhi chup chap phira karat thay
Ankhoo main piyas howa karti thi Dil main toofan utha kartay thay
Loog atay thay gazal sunnay ko Hum teri baat kiya kartay thay
Saach samajhtay thay teray wadoon ko Raat din ghar main raha kartay thay
Kisi weeranay main tujh say mil kar Dil main kiya phool khila kartay thay
Ghar ki deewar sajanay ki khatir Hum tera naam likha kartay thay
Raat bhar rootay thay teri khatir Aur tujhay khat likha kartay thay
Kal tujhay deekh kar yaad aya Hum bhi mohabbat kiya kartay thay
| مہک
عرصہِ تمنا میں اہل درد کی خوشبو افتخار رکھتی ہے اعتبار رکھتی ہے یہ گروہِ غم آثار غم بہ غم بہم ھو کر خود سے دور ھونے تک غم سے مہکے جاتا ہے خالی شیشیاں جیسے عطر کی مہکتی ہیں
چور چور ھونے تک۔۔۔۔ | | | | | |
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment