Mujy apni mehboba sy milne ka bara shook tha,
Osy kareeb se deekhne ka bara shook tha.
Aik din likh deya khat es ko sabar kar ke,
Dil main armano ki kabar kar ke.
Bholi bhali samaj na saki mere peyar ko,
Dy deya khat apny bhai Ghulzar ko.
Main ne dareya ki aik bari mooj dekhi,
Jab apne piche bhai Ghulzar ki fooj dekhi.
In ke marne sy jisam sy saaz nikal rehe thy,
Moun sy agle pichle raaz nikal rehe thy.
Logo ne kaha kis pa azaab aya hai,
Dil ny kaha khat ka jawab aya hai.
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
No comments:
Post a Comment