Monday, October 31, 2011

*~* VuPak2009 *~* ``**``...." " Farmaan-E-Ilahi ..About Qurbani......" "``**``


 

BISMILLAHIR RAHMANIR Raheem

ASSALAM ALAIKUM WA RAHMATH ULLAHI WA BARKATAHU

 


Farmaan-E-ilahi


Naa Inke Gosht Allah Ko Pohenchte Hain
Naa Inka Khoon
Magar Usko Tumhara Taqwa Pohenchta Hai
Ussne Unko Tumhare Liye Aise Masqer Kiya Hai
Taake Usski Baqshi Hui Hidayat Par Tum Uski Takbeer Karo
Aur Aaye nabi Basharat Dedo Neikukaar Logoun ko
Yaqeenan Allah Madafat Karta Hai
Aur Unn Logoun Ki Jo Imaan Laaye Hain
Yaqeenan Allah kisi Qa'iyen Kafir Niyamat Ko Pasand Nahi Karta
(Surat Al-Hajj -37:38)

Farmaan-E-RASOOL PBUH


Hazrat Safiyan Bin Abdullah R.A
Kehte Hain
Meine Arz Kiya Ya Rasool Allah
Sallalahu Alaihe Wassalam
Mujhe islam Ke Silsile Me Ek Aisi Baat Ki Talqeen Farmayye Ke Aapke Baad Mein Kisi Se Puchne Ki Zaroorat Mehsoos Naa Karoun
Nabi Kareen Sallalahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya Kaho
" Mein Allah Par Imaan Laya "
Phir (Mazbooti Ke Sath Apne is Maslak Pe)Jamm Jao
(Muslim-Kitab Al-iman)
 ======================

Aapki  dua  ki  talib

=====================

 


 
"""Don't worry if people hate you because there are many others who love and care you in the earth. But be worried if ALLAH hates you because there is no other who loves and cares you in akhirat."""
 
 
*~*$H!N!NG $T@R*~*
SUHANALLAH HI WABIHAMDIHI SUBHANALLAH HIL AZEEM
 

--
-------------------------------------------------------------
"VU CLUB" | Learning and Entertainment |
-------------------------------------------------------------
 
For study material join VU Club at:
http://vuclub.net
 
To post to this group, send email to:
vu-club@googlegroups.com
 
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vu-club?hl=en?hl=en
 
Join us on Facebook:
http://www.facebook.com/#!/groups/190713217644560/


 

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.

No comments:

Post a Comment